Happy Republic Day to all of us | गणतंत्र दिवस की हार्दिक शुभकामनाएँ

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.
Kal raat baith kar purane notes dekh raha tha … toh ek line mili… aur main wahi ruk gaya. Ek din ki baat hai … maa ko khaana khilane aur dawai dene mein kaafi waqt lag raha tha. Main thoda thak gaya tha … aur shayad uss din sabr bhi kam tha. Gusse mein maine…
Papa (Niaz Ahmed Peerzada) aur meri saath ki bas kuch hi tasveerein hain — shaayad 3 se zyada nahi. Woh zyada muskurate nahi the, aur main lagbhag hamesha… apni muskaan maa se paayi hai. Yeh ek rare photograph hai jisme hum dono saath hain aur dono ke chehre par muskaan hai. Mere liye yeh sirf…
Kam se kam din mein ek baar aakhein namm hoti hain …isliye nahi ki main udaas hoon …magar isliye ki duniya khoobsurat hai …aur zindagi bahut chhoti hai. Kabhi kabhi mushkil waqt hi sikha deta hai …ke har saans kitni keemti hoti hai. — Humayunn Peerzaada
Best Minimal Travel Vlogging Setup for India Trips! Using lightweight gear like DJI Osmo Pocket 3, K&F Concept Lens & Neewer Filters to shoot cinematic shorts at Gateway of India, Mumbai. “Ek acha sa vlog aur yaadon ko capture karne ke liye … heavy setup ki zarurat nahi hoti.” Some of the camera gear used…
Kuch alfaaz waqt se pare hote hain … na woh purane padte hain, na unki rooh kamzor hoti hai. Allama Iqbal Sahab ki yeh dua unhi alfaazon mein se ek hai — jo sirf padhi nahi jaati … mehsoos ki jaati hai. Dr. Allama Iqbal ki likhi hui (Dua) Koi urooj de na zawaal de…
Kuch purani bhooli-bisri yaadein hamesha saath rehti hain … Dongri mere liye wahi jagah hai. Yahin main pala-badha, padha, khela-kuda. Yahin meri school — St. Joseph High School hai, aur uske aas-paas ek mandir, ek masjid aur ek church saath-saath khade hain. Ekta ka asli prateek hai hamari Dongri. From Charnull Chowk to sacred Shree…