Safar Kitabon Ka – Qayamat | Dr. Rahi Masoom Raza Sahab
Doston, Aaj se main Dr. Rahi Masoom Raza sahab ke upanyas “Qayamat” ko padhna shuru kar raha hoon। Is upanyas ko Raza sahab ne Urdu mein likha tha. Iska Hindi anuvaad M. Firoz Khan sahab aur Shagufta Niyaz sahiba ne kiya hai, aur ise Rajkamal Prakashan ne prakashit kiya hai. Dr. Rahi Masoom Raza sahab…