Effortless Ethnic Style | Blue Printed Kurta Look
A simple and elegant ethnic look featuring a blue printed kurta, paired with jeans for a relaxed and effortless style.
“Safar ke beech, kabhi-kabhi dil ke jazbaat bhi qalam tak aa jaate hain. Yahan hai woh kahaniyan, chitthiyan aur personal moments jo zindagi ko aur gehra banate hain.”
A simple and elegant ethnic look featuring a blue printed kurta, paired with jeans for a relaxed and effortless style.
मेरे खिलाफ हवाएँ चलती रहीं, पर मैंनेहमेशा यही तय कियारुख़ हवाओं का बदलेगा, मेरा नहीं। Effortless Summer Style | Cap, Shades & White Tee A simple summer look built around three everyday essentials — a classic white tee, a blue cap and blue shades. Comfortable, casual and effortless, with a little personal style thrown in.
अगर आप हमेशा वही करते रहेंगे जो अब तक करते आए हैं,तो आपको वही मिलेगा जो अब तक मिलता आया है। ज़िंदगी तभी बदलती है, जब हम कुछ बदलने की हिम्मत करते हैं। इसका मतलब है कि हमें अपनी सीमाओं से थोड़ा आगे बढ़ना होगा। खुद को परखना होगा और कुछ ऐसा करना होगा, जो…
Kabhi-kabhi ek kadwi baat saalon ki meethaas ko dhundla kar deti hai. Sawaal bas itna hai—hum kya yaad rakhte hain? Watch the short reel here: Listen to the full audio here:
Best travel style for men — lightweight, comfy & camera-friendly fits. Shot at Gateway of India, Mumbai 🌊✨ Outfits & essentials that make vlogging effortless. Vlog shoot karna bhi ek safar hi hai …” Lightweight outfits, comfortable sneakers, sunglasses aur simple travel essentials — kabhi kabhi safar ko aur bhi aasaan aur khoobsurat bana dete…
Hello doston ☕✨ Kisi ne kya khoob likha hai … suniye — “Dost haalat badalne wale rakho …haalaton mein badalne wale nahi.” Sach kahun …zindagi mein sab kuch badal jaata hai kabhi na kabhi … waqt …haalat …aur kai baar log bhi. Lekin jo dost mushkil waqt mein bhiwaise hi saath khade rehte hain ……
Kabhi kabhi peeche mud kar dekhta hoon toh khud hi hairaan reh jaata hoon … zindagi mein kuch chhoti chhoti jeet mili …aur kuch bahut badi haar bhi. Kuch lamhe upar le gaye …kuch ne andar tak tod diya. Lekin itni jeet aur haar ke baad bhimaine chalna nahi chhoda. Shayad insaan ko chalna nahi…
Kabhi kisi dost ke saath baith kargaram chai ya coffee peete hueaise hi zindagi ki baatein nikal aati hain … aur phir achanak koi ek simple si baatseedha dil mein utar jaati hai. Jaise kal hi soch raha tha … agar hum har rozwahi karte rahengejo hamesha se karte aaye hain … toh phir zindagi…
Dooriyan …nazdikiyan …khushiyon ki oonchaiyan …aur gamon ki gehraiyan … zindagi kabhi ek jaisi nahi rehti. Kahin beshumaar mohabbat milti hai …toh kahin dil tod dene wali judaai. Kabhi kuch lamhe insaan ko upar utha dete hain …aur kabhi kuch haadse andar tak hila dete hain. Tab samajh aata hai … zindagi ko jeene ke…
Kam se kam din mein ek baar aakhein namm hoti hain …isliye nahi ki main udaas hoon …magar isliye ki duniya khoobsurat hai …aur zindagi bahut chhoti hai. Kabhi kabhi mushkil waqt hi sikha deta hai …ke har saans kitni keemti hoti hai. — Humayunn Peerzaada