Mahmood aur Ayaz – A Reflection on Gratitude
Kabhi-kabhi ek kadwi baat saalon ki meethaas ko dhundla kar deti hai. Sawaal bas itna hai—hum kya yaad rakhte hain?
Watch the short reel here:
Listen to the full audio here:
Kabhi-kabhi ek kadwi baat saalon ki meethaas ko dhundla kar deti hai. Sawaal bas itna hai—hum kya yaad rakhte hain?
Watch the short reel here:
Listen to the full audio here:
“Some truths don’t disturb us because they are written well… they disturb us because they are real.” About thirty years ago, there was a time when I was deeply involved in theatre. We were performing a play — a light-hearted comedy. The play was doing well, and the audience was enjoying it. During that time, the…
Kabhi kabhi peeche mud kar dekhta hoon toh khud hi hairaan reh jaata hoon … zindagi mein kuch chhoti chhoti jeet mili …aur kuch bahut badi haar bhi. Kuch lamhe upar le gaye …kuch ne andar tak tod diya. Lekin itni jeet aur haar ke baad bhimaine chalna nahi chhoda. Shayad insaan ko chalna nahi…
Kuch alfaaz waqt se pare hote hain … na woh purane padte hain, na unki rooh kamzor hoti hai. Allama Iqbal Sahab ki yeh dua unhi alfaazon mein se ek hai — jo sirf padhi nahi jaati … mehsoos ki jaati hai. Dr. Allama Iqbal ki likhi hui (Dua) Koi urooj de na zawaal de…
मेरे खिलाफ हवाएँ चलती रहीं, पर मैंनेहमेशा यही तय कियारुख़ हवाओं का बदलेगा, मेरा नहीं। Effortless Summer Style | Cap, Shades & White Tee A simple summer look built around three everyday essentials — a classic white tee, a blue cap and blue shades. Comfortable, casual and effortless, with a little personal style thrown in.
Dooriyan …nazdikiyan …khushiyon ki oonchaiyan …aur gamon ki gehraiyan … zindagi kabhi ek jaisi nahi rehti. Kahin beshumaar mohabbat milti hai …toh kahin dil tod dene wali judaai. Kabhi kuch lamhe insaan ko upar utha dete hain …aur kabhi kuch haadse andar tak hila dete hain. Tab samajh aata hai … zindagi ko jeene ke…
“Kuch sach humein is liye pareshan nahin karte ke woh khoobsurti se likhe gaye hote hain… balki is liye karte hain ke woh haqeeqat hote hain.” Kareeb tees saal pehle ki baat hai, jab main theatre kiya karta tha. Us samay hum ek naatak kar rahe the — ek tarah ka comedy play. Naatak achha chal…