Zyada vaade nahi .. Bas roz thoda behtar banne ki koshish.

This diary became a quiet space to write, pause, and realign — one day at a time.
📓 Writing this year in a beautiful diary by @theartloom

This diary became a quiet space to write, pause, and realign — one day at a time.
📓 Writing this year in a beautiful diary by @theartloom
Mawlānā Jalāl ad-Dīn Muhammad Rūmī ke alfaaz hamesha se dil ko choote aaye hain — unki baatein waqt, zubaan aur hadon se pare hain. Meri koshish rahi hai ki un timeless thoughts ko apni lens ke zariye, visuals aur videos ke roop me capture karun. 🌿 Rumi Series (Instagram Reels) Maine kuch chhoti chhoti videos banayi…
Kal ek baat kisi bahut badi hasti se sunne ko mili … aur main kaafi der tak ussi mein kho gaya. Main soch raha tha … Hum itni jaldi nafrat karna kaise seekh jaate hain…lekin pyaar karna itna mushkil kyun lagta hai? Jaise andar se kisi ne dheere se samjhaya… “Jis dil mein prem hi…
“Hadha min fadli Rabbi” — ek chhota sa artifact, par is par likha ye lafz dil ko choo jaate hain. Arabic me iska matlab hai “This is by the Grace of my Lord.” Yeh sirf ek phrase nahi, balki ek jazba hai — shukr aur tawazu ka. Hum jo kuch bhi rakhte hain, chahe woh…
Some stories leave behind words that echo long after the screen fades to black. The Pakistani series Zindagi Gulzar Hai is one such story — and its climax dialogues continue to resonate with many of us. Kabhie aayegi khushi, kabhie gam aayengen. Kashaf Murtaza: Zindagi bahut si ajeeb baaton ka ek majmuan hai .. ajeeb…
Famous Mahalaxmi, Mumbai. Har sheher mein kuch jagahen hoti hain, jo sirf deewaron aur cement se nahi — jazbaaton aur yaadon se bani hoti hain. Famous Studio bhi unhi jagahon mein se ek hai — ek aisi space jahan sapne reality mein badalte the. From films to advertising, this legendary studio witnessed decades of creativity,…
अगर आप हमेशा वही करते रहेंगे जो अब तक करते आए हैं,तो आपको वही मिलेगा जो अब तक मिलता आया है। ज़िंदगी तभी बदलती है, जब हम कुछ बदलने की हिम्मत करते हैं। इसका मतलब है कि हमें अपनी सीमाओं से थोड़ा आगे बढ़ना होगा। खुद को परखना होगा और कुछ ऐसा करना होगा, जो…