Happy Republic Day to all of us | गणतंत्र दिवस की हार्दिक शुभकामनाएँ

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.
This diary became a quiet space to write, pause, and realign — one day at a time. 📓 Writing this year in a beautiful diary by @theartloom
Aasaan nahi apni nafs pe kaboo paana …bade bado ne koshish ki … badi haar haare. Phir bhi insaan koshish karta rehta hai …shayad isi koshish mein hi uski asli aazmaish hoti hai. — Humayunn Peerzaada
Kolkata jaane ke theek ek din pahle .. main apni mummy (jo ki Dementia patient hai) ke paas gaya aur unse kaha ki Humayunn: Mummy main Kolkatta kisi kaam se jaa raha hoon. Mummy: Kolkatta .. Kitne din? Humayunn: 6 dino ke liye jaa raha hoon … (she turns sad when she hears 6 din)…
Kal ek baat kisi bahut badi hasti se sunne ko mili … aur main kaafi der tak ussi mein kho gaya. Main soch raha tha … Hum itni jaldi nafrat karna kaise seekh jaate hain…lekin pyaar karna itna mushkil kyun lagta hai? Jaise andar se kisi ne dheere se samjhaya… “Jis dil mein prem hi…
Kabhi kabhi best style woh hota hai jo zyada try kiya hua nahi lagta. Clean fits, balanced colors, aur comfortable pieces — yehi is “Ultimate Glam Clean” look ka essence hai. Yeh collection un logon ke liye hai jo daily wear ko bhi classy aur presentable banana chahte hain — bina over-styling ke. ━━━━━━━━━━━━━━ 🛍️…
Jaipur … The Pink City. Rangon, virasat aur kahaniyon ka sheher. Har kona ek alag kahani sunata hai — Hawa Mahal ki naazuk jharokhe, Amer Fort ki shaan, City Palace ka grandeur aur bazaaron ka rangila jadoo. Mere liye Jaipur ka safar sirf monuments ka documentation nahi tha, balki us sheher ki rooh ko mehsoos…