Nafs Par Kaboo … Itna Aasaan Nahi
Aasaan nahi apni nafs pe kaboo paana …bade bado ne koshish ki … badi haar haare. Phir bhi insaan koshish karta rehta hai …shayad isi koshish mein hi uski asli aazmaish hoti hai. — Humayunn Peerzaada
Aasaan nahi apni nafs pe kaboo paana …bade bado ne koshish ki … badi haar haare. Phir bhi insaan koshish karta rehta hai …shayad isi koshish mein hi uski asli aazmaish hoti hai. — Humayunn Peerzaada
Kabhi kabhi main khud se baat karta hoon … khud se poochta hoon — itni bhaag-daud, itni soch … kis liye? Phir andar se ek halka sa jawab aata hai… “Zindagi chhoti si hai … har baat mein khush rehna seekh le.” Main thoda rukta hoon … sochta hoon … har baat mein kaise khush…