Happy Republic Day to all of us | गणतंत्र दिवस की हार्दिक शुभकामनाएँ

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.

गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास |
Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.
• A rare Cinemagraph compilation — where photos come alive with subtle motion. This is one of my most creative table-top works, blending stillness with life. Cinemagraphs are created by shooting short videos and then compositing them into seamless loops — where part of the frame stays still while another element keeps moving. This balance…
Kolkata jaane ke theek ek din pahle .. main apni mummy (jo ki Dementia patient hai) ke paas gaya aur unse kaha ki Humayunn: Mummy main Kolkatta kisi kaam se jaa raha hoon. Mummy: Kolkatta .. Kitne din? Humayunn: 6 dino ke liye jaa raha hoon … (she turns sad when she hears 6 din)…
The Gateway of India was erected to commemorate the landing of King George V and Queen Mary in India on the 2nd of December, 1911. This iconic monument has recently been given a fresh look. The garden opposite has been cleared, offering tourists more space to move freely and admire the architectural beauty of this landmark. Shooting…
Dongri, Mumbai ki roohani virasat ka ek aham hissa hai Haji Abdul Rehman Shah Baba Dargah. Har saal manaya jaane wala Urs Mubarak sirf ek mazhabi jashn nahi, balki mohabbat, barkat aur insaaniyat ka paighaam hai. 2009 se lekar aaj tak, maine apni lens ke zariye is Urs ki rooh ko sametne ki koshish ki hai — kabhi timelapse me…
Aap, aap kya jaane mujhko samajte hai kya? Main to kuch bhi nahi. Is kadr pyar itni badi bheed ka main rakhunga kahan? is kadr pyar rakhne ke kaabil nahi Mera dil meri jaan mujhko itni mohabbat na do doston mujhko itni mohabbat na do doston Soch lo doston is qadr pyar kaise sambhalunga main…
Meri maa, meri khala, aur kuch waqt tak mere papa bhi teacher rahe. Unhone mujhe ek sabak diya jo zindagi bhar mera hissa ban gaya: apni school aur apne teachers se kabhi rishta mat todna. Woh hamesha kehte the — apne teachers se milte raho, unka haal chaal poochte raho, khaaskar retirement ke baad. Kyunki…