Safar Kitabon Ka – Adab aur Sukoon
Aaj main aapse ek aise shakhs ka zikr karna chahta hoon jinki likhai mujhe hamesha pasand aayi hai — Janaab Sadiq Ansari sahab. Sadiq bhai hamare mulk ke bahut umda playwright hain. Unhone kai behtareen natak likhe hain aur theatre ki duniya mein apna ek khaas maqam banaya hai. Khair … Aaj unse baat ho…