Tum bhi chalo Hum bhi chalen | Yun hi gunguna Diya
Is geet mein Sahir sahab ek bahut khoobsurat paighaam dete hain. Zindagi mohabbat, apnapan aur ek doosre ko saath lekar chalne ka naam hai.Yeh geet humein saath jeene, saath muskurane aur zindagi ko ek doosre ke liye behtar banane ki baat karta hai.Mann kiya, to bas yunhi gunguna diya. “Tum bhi chalo … hum bhi…