Tabletop & Object Aesthetics — Minimal Visual Study
A vibrant red butter dish paired with a bamboo lid, photographed in soft tabletop light. A study in colour contrast, texture, and minimal aesthetic by Humayunn Peerzaada.

A vibrant red butter dish paired with a bamboo lid, photographed in soft tabletop light. A study in colour contrast, texture, and minimal aesthetic by Humayunn Peerzaada.

Vaise toh unse waqfiyat pehle se thi … chup chup ke bahut dekhta tha. Magar san 2007 mein woh mere rubaroo hue. Nigahen mili aur main bas dekhte hi reh gaya. Kya jadoo tha un aankhon mein, ki meri zindagi hi badal gayi. Us pyar, ishq, mohabbat ka junoon ho gaya. Yeh ahsaas hua ki…
Finest bhajan I have ever heard is from a film ‘Dhun’ – It’s sung by the legendary Mehndi Hasan Sahab and giving him company is Talat Aziz Sahab. Its written by Anand Bakshi Sahab and music by the evergreen Laxmikant Pyarelal. I am lucky to have this song which I bought online from HMV site….
Jhunjhunu … Shekhawati ka dil. Yeh sheher apni haweliyon ke frescoes, rangon aur purani kahaniyon ke liye jaana jaata hai. Har deewar, har chowk aur har gali ek nayi kahani sunata hai — kabhi rajwado ki shaan, kabhi bazaaron ka rang, aur kabhi aam insaan ki zindagi ka rang. Mere liye Jhunjhunu ka safar sirf…
Kabhi kabhi main khud se baat karta hoon … khud se poochta hoon — kya jo kar raha hoon, woh sahi hai? Phir andar se ek awaaz aati hai … Allah saath hai, niyat saaf hai aur mehnat lagataar hai… toh phir darr kis baat ka? Rukawat agar aati bhi hai, toh woh bas waqt…
Kabhi Prabhadevi junction par khada yeh rang-biranga Elephant Art Installation sirf ek sculpture nahi tha — balki ek traffic landmark tha. Metro station aane ke baad yeh jagah badal gayi hai, aur ab yeh installation wahin hoga ya kahin aur, koi nahi jaanta. Maine is installation ko alag-alag dinon, alag angles aur alag moods me document kiya….
गणतंत्र दिवस के इस मौके पर देश के लिए सम्मान और गर्व का एक छोटा सा प्रयास | Alag-alag bhav, par jazba ek — apna Hindustan apna Bharat.