Devotees gathered during Urs Mubarak at Haji Abdul Rehman Shah Baba Dargah, Dongri, Mumbai — capturing faith, tradition, and the spiritual essence of the gathering.

Haji Ali Dargah | Mumbai’s Iconic Sufi Shrine | Playlist & Photo Album by Humayunn Peerzaada

Haji Ali Dargah, Mumbai ka woh maqam hai jo samundar ke beech khada hai aur door se dekhte hi apne paas bula leta hai. Roz hazaaron log yahan aate hain — koi dua ke liye, koi sirf sukoon ke liye, aur koi apne jazbaat samundar ki hawa ke saath baantne ke liye.

Mere liye bhi Haji Ali sirf ek jagah nahi hai, balki ek jazbaati safar hai. 2009 se main is dargah ko alag–alag formats me document karta aa raha hoon — photographs, videos, time-lapses aur ab playlists. Har dafa camera lekar aaya toh kuch naya mila — kabhi roohaniyat, kabhi logon ka jazba, kabhi samundar ke beech se aati taskeen ki hawa.

Yeh playlist unhi saalon ka majmua hai. Meri lens ke zariye aap bhi iss roohani safar ka hissa ban sakte ho.

👉 Watch the Complete Playlist on YouTube

📸 View the Photo Album on Flickr

Haji Ali Dargah ek aisi jagah hai jahan har insaan apni duaon ke saath aata hai, aur dil me ek nayi roshni lekar laut-ta hai. Ye visuals meri taraf se ek chhoti si koshish hain, taaki woh sukoon aur roohaniyat aap tak bhi pahunch sake.

Similar Posts

One Comment

  1. I will immediately grab your rss as I can’t find your e-mail subscription link or newsletter service. Do you have any? Kindly allow me recognize in order that I may just subscribe. Thanks.

Leave a Reply to kuota haji Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *