Main to kuch bhi nahi hoon – A timeless moment — Rajesh Khanna brings Sahir Ludhianvi’s words to life in Yash Chopra’s Daag.
Aap, aap kya jaane mujhko samajte hai kya? Main to kuch bhi nahi.
Is kadr pyar itni badi bheed ka main rakhunga kahan?
is kadr pyar rakhne ke kaabil nahi
Mera dil meri jaan
mujhko itni mohabbat na do doston
mujhko itni mohabbat na do doston
Soch lo doston
is qadr pyar kaise sambhalunga main
Main to kuch bhi nahi
Pyar .. Pyar ik shaks ka bhi agar mil sake to badi cheez hai zindagi ke liye
Aadmi ko magar ye bhi milta nahi ye bhi milta nahi.
Mujhko itni mohabbat mili aapse .. Mujhko itni mohabbat mili aapse .. ye mera hak nahi meri takdeer hai
main zamaane ki nazron main kuch bhi na tha .. main zamaane ki nazron main kuch bhi na tha
meri aankhon main ab tak woh tasveer hai.
Is mohabbat ke badle, main kya nazar doon
Main to kuch bhi nahi.
Izzatain shohratain chahatain ulfatain
koi bhi cheez duniya main rahti nahi
aaj main hoon jahan kal koi aur tha .. aaj main hoon jahan kal koi aur tha
Ye bhi ek daur hai woh bhi ek daur tha
Aaj itni mohabbat na do doston .. Aaj itni mohabbat na do doston
ki mere kal ki khatir na kuch bhi rahe
Aaj ka pyar thoda bacha kar rakho .. Aaj ka pyar thoda bacha kar rakho
mere kal ke liye
Kal – kal jo gumnaam hai .. kal jo sunsaan hai .. kal jo anjaan hai ..kal jo veeran hai
Main to kuch bhi nahi hoon .. Main to kuch bhi nahi
Great dialogue by Super Star Rajesh Khanna in Daag which cannot be forgotten. Its one of the memoriable dialogue of Super Star Rajesh Khanna
ye bhi ek …………………
wo bhi ek daur tha aaj ye bhi ek daur hai…
is there an english translation of this ?
Aap, kya jane mujhko
samajte hai kya?
Main to kuch bhi nahi.
Is kadr pyar itni badi bheed ka main rakhunga kahan?
is kadr pyar rakhne ke kaabil nahi
Mera dil meri jaan
mujhko itni mohabbat na do doston,
Soch lo doston
is qadr pyar kaise sambhalunga main?
Main to kuch bhi nahi
Pyar .. Pyar ik shaks ka bhi agar mil sake to badi cheez hai zindagi ke liye,
Aadmi ko magar ye bhi milta nahi
ye bhi milta nahi.
Mujhko itni mohabbat mili aapse ..
ye mera hak nahi
meri takdeer hai
main zamaane ki nazron main
kuch bhi na tha ..
meri aankhon main ab tak woh tasveer hai.
Is mohabbat ke badle, main kya nazar doon
Main to kuch bhi nahi.
Izzatain shohratain chahatain ulfatain
koi bhi cheez duniya main rahti nahi,
aaj main hoon jahan kal koi aur tha ..
Ye bhi ek daur hai woh bhi ek daur tha,
Aaj itni mohabbat na do doston ..
ki mere kal ki khatir kuch bhi na rahe,
Aaj ka pyar thoda bacha kar
rakho ..
mere kal ke liye
Kal – kal jo gumnaam hai .. kal jo
sunsaan hai ..
kal jo anjaan
hai ..
kal jo veeran hai,
Main to kuch bhi nahi hoon ..
Main to kuch bhi nahi.
nothing to say, salute this guy, offfff this evergreen superstar………….
GREAT WORDS SAID BY THE LEGENG ACTOR
RAJESH KHANNA IS THE TRUE SUPERSTAR NO ONE CAN EVEN MATCH HIS STAYLE
very nice lines by BOLLYWOOD first SUPER STAR RAJESH KHANNA.
rajesh khanna
yeh v ek daur ha wo v ek daur tha… Superb line by Superstar…
salute to @the@ rajesh khanna ji …
great lines …by great superstar .
me to kuch b nahi…
aap jo hai vo koi aur nhi,
Great great great Mr. Rajesh Khanna Sahab Jine log Sadiyo tak nhi bhul sakte
Suresh somani
9926622403
me daer karta nhi
me daer karta nhi
daer ho jati hai…
manzil naa rahi, koi theekana b nahi
manzil naa rahi, koi theekana b nahi
vapis muje ghar loot kar jana b nahi
maine hi sikhaya tha usse teer chalana ,
aaj…aaj mere siva koi aur nishana b nahi ..!
rahul anand
yash to lt mr khanna
True line by first super star RAJESH KHANNA..
Pyar.. Pyar ik shaqs ka bhi agar mil sake to badi cheez hai zindagi ke liye, aadmi ko magar ye bhi milta nahi ye bhi milta nahi…
Great appreciation for Rajesh Khanna-he deserves it.Greater appreciation for Sahir sahab
from whose these words were like pearls and gems which have become a part of our rich
poetic heritage.
Please edit my recent comment it was WHOM and not whose,it was a typing blunder which
Took place in a state of excitement after going through such a fantastic piece of poetry.
superb line. see the intesity in his line .. coz he knew his future… may not be so also bright.. n hence he cudnt handle the stardom.. coz he knew it wud fall some day.. shud have met ANAND once. before he died..
nice line super hit
DUST IN THE WIND,ALL WE ARE IS DUST IN THE WIND
Great lyrics of Sahir Ludhianvi Sahab made immortal by Rajesh Khanna .. They will always stay in our hearts !
The writer lyrics Mr SHAHIR is wonderful ,Also wonderful the speech deliver by actor Rajesh KHANna,
A politician An actor a celebrity in sports or People in media and the absolute person is our farther or mother left their goods deeds as references, and tomorrow days by days this dialogue will be ever green on its status,,That happen for our great liberators fighters for our independence liberators of slaves human right apartheid They are all forgotten how sad,while this dialogue take place in its right place, cheers