Dost Aise Rakho …
Hello doston ☕✨
Kisi ne kya khoob likha hai … suniye —
“Dost haalat badalne wale rakho …
haalaton mein badalne wale nahi.”
Sach kahun …
zindagi mein sab kuch badal jaata hai kabhi na kabhi …
waqt …
haalat …
aur kai baar log bhi.
Lekin jo dost mushkil waqt mein bhi
waise hi saath khade rehte hain …
shayad wahi asli daulat hote hain.
— Humayunn Peerzaada ✨