Rukawat Waqt Ki Hoti Hai … Manzil Ki Nahi
Kabhi kabhi main khud se baat karta hoon … khud se poochta hoon — kya jo kar raha hoon, woh sahi hai? Phir andar se ek awaaz aati hai … Allah saath hai, niyat saaf hai aur mehnat lagataar hai… toh phir darr kis baat ka? Rukawat agar aati bhi hai, toh woh bas waqt…