Buland Darwaza at Sarwar Sharif Dargah, Ajmer — exterior night view with devotees and city lights.

Ajmer Sharif & City Chronicles | by Humayunn Niaz Ahmed Peerzaada (4K)

Ajmer … Hazrat Khwaja Garib Nawaz (R.A.) ki roohani dargah ka sheher. Mere safar ki shuruaat dargah ke saamne ke bazaar se hoti hai, phir Saewar Sharif aur Mamu Sahab Dargah tak jaati hai. Aur is safar ka ek hissa tha woh anokhi tonga ride — jo Ajmer ke sheher ki apni pehchaan hai.

2009 se maine Ajmer ke lamhon ko apni lens me sametne ki koshish ki hai — qawwalis, duaon ka sukoon, aur roohaniyat ka jazba ek sath. Har frame ek yaad hai, jo Ajmer ka noor aur virasat samet kar rakhta hai.

Yeh playlist Ajmer ke safar ka ek chhota sa nishani hai — ek tribute us sheher ko jo sadaf se roohaniyat aur jazba bakhshata hai.

👉 Puri playlist yahan dekhiye:

Ajmer Sharif & City Chronicles

Ajmer ka yeh safar mere liye ibadat jaisa tha — har dua, har qawwali aur har kadam ek yaad ban gaya jo hamesha dil ke paas rahega.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *