Mumbai dabbawalas in traditional white attire and Gandhi caps, photographed at an art installation near Haji Ali junction — symbolizing the city’s legendary lunchbox delivery system.

Dabbawala | Art installation at Haji Ali junction | Humayunn Niaz Ahmed Peerzaada

Mumbai ke dabbewale duniya bhar me apni time-management aur dedication ke liye mashhoor hain. Unhi ke jazbe ko celebrate karta hua ek khubsurat art installation Haji Ali junction par lagaya gaya tha.

Jab maine ise dekha, to bas ek hi ehsaas hua — ki Mumbai ki rooh bas inhi chhoti-badi cheezon me chhupi hai. Dabbewale sirf khana nahi le jaate, balki sheher ke har kone ko ek invisible thread me jod kar rakhte hain.

📸 Captured by me at Haji Ali Junction

👉 View on Instagram

https://www.instagram.com/p/Bw4CZj_AHRB/

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *