Jhunjhunu | Rajasthan Diaries by Humayunn Peerzaada
Jhunjhunu … Shekhawati ka dil. Yeh sheher apni haweliyon ke frescoes, rangon aur purani kahaniyon ke liye jaana jaata hai. Har deewar, har chowk aur har gali ek nayi kahani sunata hai — kabhi rajwado ki shaan, kabhi bazaaron ka rang, aur kabhi aam insaan ki zindagi ka rang. Mere liye Jhunjhunu ka safar sirf…