“Tujhe takleef nahi doongi to kisko doongi …”
Kal raat baith kar purane notes dekh raha tha … toh ek line mili… aur main wahi ruk gaya. Ek din ki baat hai … maa ko khaana khilane aur dawai dene mein kaafi waqt lag raha tha. Main thoda thak gaya tha … aur shayad uss din sabr bhi kam tha. Gusse mein maine…